Posted by : Unknown Friday, February 7, 2014

Fast Easy online Earning

Doston App soch rahai hongai k main is main app logo ko koi new trick samhjanai wala hon.ya koi aisai tarika btanai wala ho jis say kam time main zada earning kari ja sakti hai....Par ya Article boht alag hai Because is main apkai sath apna personal expirense share karna chahta ho..
So start hum Specialy pakistani jeb koi kam start kartai hain to usai shuru main to boht achi tarikai say sir anjam daitai hain laikin kuch hi din bad zada kamanai ki nyat say sub kuch kho bethtay hai for example google adsense adf.ly infolinks bidvertiser ya sub trusted hain.or log is say mounthly kama bhi rahai hain.
par jeb kabhi humain aisi kisi website ka pata chalta hai to hum us website par kam karnai say pahlay uskai bot search karnai beth jatai hain.k humain kuch na karna parai sara kam khud ho or paisai mil jai or ya soch humari mahnat par pani pher daiti hai...Agar kam Online earning karni hai to ya to app dimage say nikal hi dain k ya easy hai.dunya main halal tarikai say kamana easy nahi.So sub say pahlay ya ahad karain khud say k main kabhi cheat nahi karunga.mainai jeb is web ka start kya to merai dimage main bhi paiso ka bhot sawar tha or mainai shuru main mahnat kari web start kar di....or kuch din bad nakami ki waja say is par dihan daina chor diya har cheaz main time lagta hai main chahta tha k mere website par visittor jaldy ajain bus .kisi bhi tarhan...par ajj ya bat samaj ati hai k online earning main time lagta hia internet par apna name bnanay k liya. or jeb mainai kafi din bad google par apni site daikhi to search engine main kafi achai rank par paya jo bina kisi bot k tha .just seo say...ab just article k name say mere site khud dai daita hai...so online main fast and easy ka lafz mind say nikal kar work karain.or time dain.so kamyabi milai gi warna jaldy k chakar main sub gawa daingai.apni mahnat bhi khud par kya yaqeen bhi....

Adsense


- Copyright © Free Tutorials - Designed by Wajahat Hussain -