Posted by : Unknown Sunday, May 19, 2013

Online Earning By Adf.ly Website Guide In Urdu. Asalam Alikum Doston Umeed hai app sub khariate say hongai.Ajj is tutorial main main apko online earning ka tarika batanai ja raha ho.boht say log suntai hongai k internet k zariya paisai kamai jatai hain.par ya nahi pata hota k kaisai kamai jatai hain.Ajj main app logo k sath ek website share kar raha ho jis ka name hai adf.ly or yahi is ka link bhi hai...To ab apna kam start kartai hain...Or han app ko sub say pahlay ya btata chalu k ya website work kaisai karti hai.jeb hum is website par apnai kisi link ko chota kartai hain to ya website uska link badal kar apna link dai daiti hai.or website k us link par 5 sec ka ad chalta hai.jis k daikhnai k wo humain paisai dati hai..baki apko read kar k khud samaj ajai ga kuch na samaj main anai ki surat main comments par poch saktai hain.

Step : 1

Sub say pahlay website open karain.or join now par click karain.



Step :2

Uskai bad diya gai form par apni details enter karain or email correct hona chahiya warna apko agai preshani ho sakti hai.form fill karnai k bad join par click kar dain.Agar App chahain to is website main facebook k zariya bhi login ho saktai hain.us k liya apkai pas facebook account hona zarori hai.



Step : 3

Now login in your account.


Step : 4

App k samnai aisi website open ho jai gi par jaisai is main earning hai waisai app k pas jeb hogi jeb app kuch earn karain gai.ya mainai just for demo k liya diya hai.


Step : 5

Is Website main karna ya hai k app ko koi bhi link jaisai k for Example www.facebook.com hai Enter karkai Shrink kar daina hai.


Step : 6

jeb App usai shrink kar daingai to app k pas ek link ajai ga usai copy kar k app apni social contact par email par website par har jaga janha zada say zada visitor hon share kar dain.Jitnai log App k is link par click karain gai app ko us click k paisai milaingai.Adf.ly ki calculation kuch aisi hai 
10,000 par 5$ its mean 500 PKR


Step : 7

App kam say kam 5$ Withdraw karwa saktai hain or us k liya app k pas Liberty reserve ka Account hona zarori hai.jeb app is account main apnai $ transfer karaingai 1 ya 2 din main apki payment apkay account main ajai gi pher app kisi bhi money changer say isai wasol kar saktay hai jo liberty reserve par work karta ho.


Adsense


- Copyright © Free Tutorials - Designed by Wajahat Hussain -